Aur Pyaar Karna Hai Lyrics – Guru Randhawa x Neha
Aur Pyaar Karna Hai Song Details:
गीत: और प्यार कर्ण है
गायक: गुरु रंधावा, नेहा कक्कर
गीत: सईद क्वादरी
संगीत: तप परम्परा
अभिनीत: गुरु रंधावा, नेहा कक्कर
लेबल: टी-सीरीज़
Lyrics;-
- Abhi Tumhein Aur Humein
- Aur Pyaar Karna Hai
- Abhi Tumhein Aur Humein
- Beshumar Karna Hai
- Jab Talak Jahan Se Bichadna Hai
- Abhi Tumhein Aur Humein
- Aur Pyaar Karna Hai
- Abhi Tumhein Aur Humein
- Beshumar Karna Hai
- Abhi Humein Muddaton
- Dilon Ki Baat Karni Hai
- Abhi Bahut Si Baarishein
- Sath Gujarni Hai
- Ho Kabhi Bhi Koyi Ashq Jo Teri
- Aankh Bheegana Chahega
- Tujhse Pehle In Aankhon Mein
- Aake Woh Ruk Jayega
- Aake Woh Ruk Jayega
- Abhi Tumhein Aur Humein
- Yeh Ikraar Karna Hai
- Abhi Tumhein Aur Humein
- Aur Pyaar Karna Hai
- Kayi Khwahishon Ko Poora Karna Hai
- Kayi Dhoop Chhaon Se Guzarna Hai
- Khushgawar Khwabon Ko
- In Hansi Palkon Mein Utarna Hai
- Hum Tere Hi Sang Chalenge Har Kadam
- Jab Talak Ki Saanson Ka Chalna Hai
- Abhi Tumhein Aur Humein
- Aur Pyaar Karna Hai
- Abhi Tumhein Aur Humein
- Aur Pyaar Karna Hai

0 टिप्पणियाँ
COMMENT ON WHAT TOPIC YOU WANT THE ARTICLE ON.